Sing along with SANAM on the popular Bollywood retro song "Raat Kali Ek Khwab Mein Aai" from the movie "Buddha Mil Gaya". This song was originally sung by the Legend "Kishore Da", music composed by "R.D. Burman" and lyrics by "Majrooh Sultanpuri".
Song Credits:
Song: Raat Kali Ek Khwab Men Aai
Artist: SANAM
Music Rearranger SANAM
Original Credits:
Artist Kishore Kumar
Music Director: R.D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
#SaregamaMusic
#SANAM
#RaatKaliEkKhwabMeinAai
#Recreation
Lyrics:
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi) * 2
Subah ko jab hum neend se jaage, aankh tumhi se chaar huyi
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi…
Chaahe kaho isse, meri mohabbat, chaahe hansee mein udaa do
Ye kya hua mujhe, mujhko khabar nahin, ho sake, tum hi bataa do) * 2
Tum ne qadam toh, rakha zameen par, seene mein kyon jhankaar huyi
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi…
Aankhon mein kaajal, aur laton mein, kaali ghataa ka baseraa
Saanvali soorat, mohni moorat, saavan ruth ka saveraa) * 2
Jabse ye mukhdaa, dil me khila hai, duniyaa meri gulzaar huyi
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi…
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi
Subah ko jab hum neend se jaage, aankh tumhi se chaar huyi
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi.
Raat kali ek khwaab mein aayi Video