Naa Dooja Koi - Rakul Preet Singh & Pavail Gulati | Arko feat. Jyotica Tangri | Zee Music Originals - Lyricsbol

Breaking

Naa Dooja Koi - Rakul Preet Singh & Pavail Gulati | Arko feat. Jyotica Tangri | Zee Music Originals

 Naa Dooja Koi - Rakul Preet Singh & Pavail Gulati | Arko feat. Jyotica Tangri | Zee Music Originals, Latest Song.

Producer: Anurag Bedi – Chief Business Officer, Zee Music Company

Song: Naa Dooja Koi

Singer: Jyotica Tangri 

Music: Arko

Lyrics: Arko 

Marketing & Promotions: Kirthi Shridhar Rai - Marketing Head, Zee Music Company 

Project Head: Deepti Bhatia - Zee Music Company

Naa Dooja Koi Lyrics


Lyrics: 

Naa Dooja Koi, Naa Dooja Koi Main Toh Teri Deewani Hoyi

Naa Dooja Koi, Naa Dooja Koi Main Toh Teri Deewani Hoyi

Mera Des Hai Na Pardes, Tera Bhes Hi Mera Bhes, 

Tu Hi Gaon Hai Tu Hi Naiya Main Toh Teri Ho Gayiya

Des Hai Na Pardes, Tera Bhes Hi Mera Bes, 

Tu Hi Gaon Hai Tu Hi Naiya Main Toh Teri Ho Gayiya


Main Toh Khoyi, Usi Mein Khoyi, 

Main Toh Khud Se Begaani Hoyi

Main Toh Khoyi, Usi Mein Khoyi, 

Main Uski Kahaani Hoyi

Hai Pagal Mera Yaar, Na Maqsad Hai Na Auzar, 

Seekhe Na Yeh Duniya Daari Phir Bhi Us Pe Dil Haari.

Hai Pagal Mera Yaar, Na Maqsad Hai Na Auzar, 

Seekhe Na Yeh Duniya Daari Phir Bhi Us Pe Dil Haari.


Main Pehle Royi, Haan Pehle Royi, 

Phir Main Bhi Mere Yaar Ke Jaisi Hoyi

Main Pehle Royi, Haan Pehle Royi, 

Phir Main Bhi Mere Yaar Ke Jaisi Hoyi

Hum Jhoome Baadal Paar, Aur Phir Taire Nadi Hazaar. 

Main Leher Banu Woh Dariya Uska Dil Mera Zariya

Hum Jhoome Baadal Paar, Aur Phir Taire Nadi Hazaar. 

Main Leher Banu Woh Dariya Uska Dil Mera Zariya


Naa Dooja Koi, Naa Dooja Koi 

Main Toh Teri Deewani Hoyi

Naa Dooja Koi, Naa Dooja Koi 

Main Toh Teri Deewani Hoyi


Naa Dooja Koi Video