Ishq Hai OST Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan | Danish Taimoor | Minal Khan | ARY Digital |OST
Ishq Hai OST Lyrics by Rahat Fateh Ali Khan: Yaar Ki Gali Mein Mar Jana Ishq Hai This is an Opening Theme Song Of The is sung by Rahat Fateh Ali Khan, Ishq Hai is a Pakistani drama that airs on Ary Digital in June 2021.
This drama is directed by Aabis Raza and produced by Fahad Mustafa & Ali Kamzi under Big Bang Entertainment production. The writer of Ishq Hai drama is Rehana Aftab. Ishq Hai drama cast includes “Minal Khan, Danish Taimoor, Sajjad Pal and Saba Faisal” in a lead role.
Ishq Hai Song Lyrics
Prem Karat Na Naino Ko Di Jo
Nain Jurat Hain Roye
Prem Ki Aesi Kathin Dagar Hai
Antt Nahi Hai Koyi
Dil Ko Laga Ke Lut Jana Ishq Hai
Dil Ko Laga Ke Lut Jana Ishq Hai
Ishq Mein Wafa Ka Paymana Bhi Ishq Hai
Yaar Ki Gali Mein Mar Jana Ishq Hai
Pal Main Bana De Jo Deewana Ishq Hai
Ishq Hai, Yeh Ishq Hai
Ishq Hai, Ye Ishq Hai
Ishq Hai, Yeh Ishq Hai
Ishq Hai, Ye Ishq Hai
Ishq Bus Ishq Hai Koi Bhi Nahi Shart e Wafa
Ishq Bas Ishq Hai Koi Bhi Nahi Shart e Wafa
Aik Deeewangi, Rag Rag Main Junoon Jalta Hua
Rog Dikha Ke Jale, Koi Mile Ya Na Mile
Faisla Aap Hi Karta Hai, Ishq Hai Khuda
Samjho Nahi Ke Afsana Ishq Hai
Jaan Ka Yehi Toh Nazrana Ishq Hai
Yaar Ki Gali Mein Mar Jaana Ishq Hai
Pal Mein Bana Day Jo Deewana Ishq Hai
Zindagi Kya Thi Ke Jeenay Ki Tarah Jee Na Sakay
Zindagi Kya Thi Ke Jeene Ki Tarha Jee Na Sake
Gham Ke Jhonke The Jo Saanso Ki Jaga Jalte Rahe
Saath Reh Ke Bhi Jalaati Hai Judaai Aise
Jaise Deewana Koi Ishq Ki Aatish Mein Jale
Bus Mein Na Ho Jo Kar Jana Ishq Hai
Bas Mein Na Ho Jo Kar Jana Ishq Hai
Jaa Ke Udhar Se Laut Aana Ishq Hai
Yaar Ki Gali Mein Mar Jana Ishq Hai
Pal Mein Bana De Jo Deewana Ishq Hai
Yaar Ki Gali Mein Mar Jaana Ishq Hai
Pal Mein Bana Day Jo Deewana Ishq Hai
Ishq Hai Song Lyrics in Hindi
प्रेम करत ना नैनो को दी जो
नैन जुरात हैं रोये
प्रेम की ऐसी कठन डगर है
अंत नहीं है कोई
दिल को लगा के लुट जाना इश्क है
दिल को लगा के लुट जाना इश्क है
इश्क में वफ़ा का पयमाना भी इश्क है
यार की गली में मर जाना इश्क है
पल मैं बना दे जो दीवाना इश्क है
इश्क है, ये इश्क है
इश्क है, ये इश्क है
इश्क है, ये इश्क है
इश्क है, ये इश्क है
इश्क बस इश्क है कोई भी नहीं शर्त ए वफ़ा
इश्क बस इश्क है कोई भी नहीं शर्त ए वफ़ा
ऐक दीवानगी, रग-रग मैं जूनून जलता हुआ
रोग दिखा के जले, कोई मिले या ना मिले
फैसला आप ही करता है, इश्क है खुदा
समझो नहीं के अफसाना इश्क है
जान का यही तो नजराना इश्क है
यार की गली में मर जाना इश्क है
पल में बना दिन जो दीवाना इश्क है
जिंदगी क्या थी के जीने की तरह जी ना सके
जिंदगी क्या थी के जीने की तरह जी ना सके
गम के झोंके द जो सांसो की जग जलते रहे
साथ रेह के भी जलाती है जुदाई ऐसे
जैसे दीवाना कोई इश्क की आतिश में जले
बस में ना हो जो कर जाना इश्क है
बस में ना हो जो कर जाना इश्क है
जा के उधार से लौट आना इश्क है
यार की गली में मर जाना इश्क है
पल में बना दे जो दीवाना इश्क है
यार की गली में मर जाना इश्क है
पल में बना दिन जो दीवाना इश्क है
Thank You!! Enjoy Lyrics and stay connected with us !!
Ishq Hai Song Details:
Credit:
Song
OST: Ishq Hai – Yaar Ki Gali Mein Mar Jana Ishq Hai
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Pakistani Drama: Ishq Hai OST
Features: Danish Taimoor, Minal Khan, Babar Ali, Hammad Sohaib & Others
Music: Waqar Ali
Lyrics: Sabir Zafar
Drama Writer: Rehana Aftab
Director: Aabis Raza
Producers: Fahad Mustafa, Dr. Ali Kazmi
Label: ARY Digital