DIL GALTI KAR BAITHA HAI LYRICS – JUBIN NAUTIYAL - Lyricsbol

Breaking

DIL GALTI KAR BAITHA HAI LYRICS – JUBIN NAUTIYAL

Dil Galti Kar Baitha Hai Lyrics by Jubin Nautiyal and Danish Sabri is the latest Hindi song with music directed by Meet Bros. Lyrics of Dil Galti Kar Baitha Hai song are written by Manoj Muntashir and music video is directed by Ashish Panda.

Lyrics by: Manoj Muntashir

Singer: Jubin Nautiyal, Danish Sabri

Composer: Meet Bros

Dil Galti kar Baitha Hai


Dil Galti Kar Baitha Hai Lyrics


Ye hamne soch rakha tha

Mohobbat na karenge hum

Kisi ko dil nahi denge

Kisi pe na marenge hum


Ye hamne soch rakha tha

Mohobbat na karenge hum

Kisi ko dil nahi denge

Kisi pe na marenge hum


Tumhaari mast aakhon ne

Ye kaisa haal kar dala

Ki ye dil cheez kya hai

Maang lo to jaan denge hum


Palat ke ishq ki galiyon se

Jaana hai bada mushqil


Dil galti kar baitha hai

Galti kar baitha hai dil



 

Dil galti kar baitha hai

Galti kar baitha hai dil

Dil galti kar baitha

Ab bol hamara kya hoga


Bol hamara hamara

Bol hamara hamara

Bol hamara

Ho yara bol hamara kya hoga


Khamoshiyan sunte kab tak rahenge hum

Mauka hai honthon se aaj kuch to kaho


Badi mukhtsar si hai ye zindagi yara

Zara paas aa jaao sochte na raho

Tum apna lo ya thukra do

Tumhe hak faisle ka hai

Hamein kya poochte ho tum

Hamare hath mein kya hai


Ki hum to kar chuke jana

Tumhe har saans mein shaamil


Dil galti kar baitha hai

Galti kar baitha hai dil

Dil galti kar baitha hai

Galti kar baitha hai dil


Dil galti kar baitha

Ab bol hamara kya hoga


Bol hamara hamara

Bol hamara hamara

Bol hamara

Ho yara bol hamara kya hoga


Dil galti kar baitha hai

Galti kar baitha hai dil


Aaha aaha


Ke pehle pehle ho gayi

Humse deedar ki galti

Dobara kar gaye hum

Be-irada pyar ki galti aaha


Humein zid thi tumhare

Ishq mein hum katl ho jayein

Ke tum pe marr mita ye dil

Aakhiri baar ki galti


Yahan aashiq koyi hum sa

Kahan tum sa koyi kaatil


Dil galti kar baitha hai

Galti kar baitha hai dil

Dil galti kar baitha hai

Galti kar baitha hai dil


Dil galti kar baitha

Ab bol hamara kya hoga


Bol hamara aaha

Hamara bol hamara aaha

Hamara bol hamara aaha

Ho yara bol hamara kya hoga


Dil galti kar baitha hai

Galti kar baitha hai dil

Dil galti kar baitha hai

Galti kar baitha hai dil


Dil galti kar baitha haaye…


Dil Galti Kar Baitha Hai Video