Is Qadar (Official Video) Lyrics Tulsi Kumar, Darshan Raval | Sachet-Parampara | Sayeed Quadri | Arvindr K, new Trendimg song is qadar tumse payar ho gaya watch and find lyrics this beautiful song here.
Presenting Tulsi Kumar and Darshan Raval’s new romantic song “Is Qadar”. The music of this latest song is directed by Sachet-Parampara, lyrics penned by Sayeed Quadri. The video is directed by Arvindr Khaira.
Song: Is Qadar
Singer: Tulsi Kumar and Darshan Raval
Music Director : Sachet-Parampara
Lyrics: Sayeed Quadri
Arrangement and production: Aditya Dev
Flute - Tejas Vinchurkar
Strokes - Tapas Roy
Dholak - Ishtiyaq, Hafiz, Shadab, Yusuf
Tabla - Sanjeev Sen, Sharafat
Ghungroo Tabla - Shankar
Is Qadar Lyrics
Is qadar tumse humein pyar ho gaya
Had se zyada had se paar ho gaya
Is qadar tumse humein pyar ho gaya
Had se zyada had se paar ho gaya
Din teri chahton mein guzarne lage
Dil kahe har gali tumse milne chalein
Pehlu mein hardam baithe rahein
Doobe rahein teri aakhon main
Is qadar tumse humein pyar ho gaya
Had se zyada had se paar ho gaya
Humein ishq hai teri yaad se
Humein ishq hai teri baaton se
Tere neend mein aate khwaabon se
Tere sath hui mulakaton se
Mujhe ishq hai tere chhune se
Mujhe ishq hai tera hone se
Tere hath mein apne hathon se
Tere sath kate din raaton se
Chehre ko tere dekha karein
Chehre ko tere dekha karein
Leke tujhe in baahon mein
Is qadar tumse humein pyar ho gaya
Had se zyada had se paar ho gaya
Aakhein yeh mujhse kahein
Bas tumko yeh takkti rahein
Tu hi tu basa dil mein hardum bepanaah
Dil to chahe de de tujhko
Phulon se bhari raahein
Tumhari har ada tumhari har nazar
Pe hum marne lage
Unn pe hum marne lage
Is qadar tumse pyar ho gaya
Is qadar dil nisar ho gaya
Is qadar bekarar ho gaya
Is qadar ab khumar ho gaya
Is qadar tumse pyar ho gaya
Is qadar dil nisar ho gaya
Is qadar bekarar ho gaya
Is qadar ab khumar ho gaya
Is qadar In Hindi Lyrics
इस क़दर तुमसे हमें प्यार हो गया
हद से ज्यादा हद से पार हो गया
इस क़दर तुमसे हमें प्यार हो गया
हद से ज्यादा हद से पार हो गया
दिन तेरी चाहतों में गुज़रने लगे
दिल कहे हर घड़ी तुमसे मिलने चलें
पहलु में हरदम बैठे रहें
डूबे रहें तेरे आँखों में
इस क़दर तुमसे हमें प्यार हो गया
हद से ज्यादा हद से पार हो गया
हमें इश्क है तेरी यादों से
हमें इश्क है तेरी बातों से
तेरे नींद में आते ख्वाबों से
तेरे साथ हुई मुलाकातों से
मुझे इश्क है तेरे छूने से
मुझे इश्क है तेरा होने से
तेरे हाथ में अपने हाथों से
तेरे साथ कटे दिन रातों से
चहरे को तेरे देखा करें
चहरे को तेरे देखा करें
लेके तुझे इन बाँहों में
इस क़दर तुमसे हमें प्यार हो गया
हद से ज्यादा हद से पार हो गया
आँखें ये मुझसे कहे
बस तुमको ये तकती रहें
तू ही तू बसा दिल में हरदम बेपनाह
दिल तो चाहे देदे तुझको
फूलों से भरी राहें
तुम्हारी हर अदा तुम्हारी हर नज़र
पे हम मरने लगे
उन पे हम मरने लगे
इस क़दर तुमसे प्यार हो गया
इस क़दर दिल निसार हो गया
इस क़दर बेकरार हो गया
इस क़दर अब खुमार हो गया
इस क़दर तुमसे प्यार हो गया
इस क़दर दिल निसार हो गया
इस क़दर बेकरार हो गया
इस क़दर अब खुमार हो गया
For More Visit Our Site
Video Of Is Qadar
